कोई आग जैसे कोहरे में दबी-दबी सी चमके,
तेरी झिलमिलाती आँखों में अजीब सा शमा है।
Koi Aag Jaise Kohre Mein Dabi-Dabi Si Chamke,
Teri Jhilmilati Aankhoon Mein Ajeeb Sa Shama Hai.
निगाहे-लुत्फ से इक बार मुझको देख लेते है,
मुझे बेचैन करना जब उन्हें मंजूर होता है।
Nigah-e-Lutf Se Ek Baar Mujhko Dekh Lete Hain,
Mujhe Bechain Karna Jab Unhein Manjor Hota Ha.
होता है राजे-इश्को-मोहब्बत इन्हीं से फाश,
आँखें जुबाँ नहीं है मगर बेजुबाँ नहीं।
Hota Ha Raz-e-Ishq-o-Mohabbat Inhien Se Fash,
Aankhein Jubaan Nahi Hain Magar Bejubaan Nahi.
कोई दीवाना दौड़ के लिपट न जाये कहीं,
आँखों में आँखें डालकर देखा न कीजिए।
Koi Deewana Doob K Lipat Na Jaye Kahin,
Aankho Mein Aankhein Daal Kar Dekha Na Kijiye.
देखो न आँखें भरकर किसी के तरफ कभी,
तुमको खबर नहीं जो तुम्हारी नजर में हैं।
Dekho Na Aankhein Bhar K Kisi Ki Taraf Kabhi,
Tumko Khabar Nahi Jo Tumhari Najar Mein Ha.